Yeh Jism Hai Toh Kya - Jism 2


Yeh jism hai toh kya


Artist: Ali Azmat     Album: Jism 2     Language: Hindi

Yeh jism hai toh kya

Yeh jism hai toh kya- Yeh rooh ka libaas hai.
Yeh dard hai toh kya- Yeh ishq ki talaash hai.
Fanaa kiya mujhe..
Yeh chaahne ki aas ne.
Tarah Tarah shikast hi hua.
Fiza hai kya teri- Dil-o-jahaan tabaah kiya!
Saazaa bhi kya teri- Wafa ko bewafa kiya!
Waah re, zindagi se Yun mujhe juda kiya!
Kahaan kahaan phirun main dhoondta????
Razaa hai kya teri-
Dil-o-jahaan tabaah kiya!
Saazaa bhi kya teri- Wafa ko bewafa kiya!
Dubara zindagi se Yun mujhe juda kiya!

Kahaan kahaan phirun main dhoondta?
Wahaan jahaan tuhi mera libaas hai,

Wahaan jahaan teri hi bas talaash hai,

Wahaan jahaan tujhi pe khatm aas hai,

Wahin shuru, wahin pe daafn jaan hai.

TAGS:
Arko Pravo Mukherjee,Dino Morea, Pooja Bhatt,  Randeep Hooda, Sunny Leone, Ali Azmat, Jism 2 movie song lyrics, hindi song lyrics

Comments