SAANSON KO
Sason ko jine ka isara mil gaya
Duba mein tujhme to kinara mil gaya
Sason ko Jine ka isara mil gaya
Zindegi ka pata dubara mil gaya
Tu mila to khuda ka sahara mil gaya
Tu mila to khuda ka sahara mil gaya
Gam zada gam zada
Dil ye tha gam zada
Bin tere
Bin tere
Dil ye tha gam zada

Aram de tu mujhe
Barso ka hu main thaka
Palko pe rate liye
Tere baste main jaga
Main jaga
aram De tu mujhe
Barso ka hu main thaka
Palko pe rate liye
Tere baste main jaga
Mere har dard ki
Geyrahi ko mehsus karta hain tu
Teri akhon se gam
Tera mujhe
Maloom hone laga
Tu mila to khuda ka sahara mil gaya
Tu mila to khuda ka sahara mil gaya
Main raaz tujhse kahu
Hamraz ban ja jara
Karni hain kuch guft gu
Alfaz ban ja jara
Main raaz tujhse kahu
Hamraz ban ja jara
Karni hai kuch guft gu
Alfaz ban ja jara
Juda jabse hua
Tere bina
Khamosh rahta hu main
Labo k paas aa
Ab tu meri awaz ban ja jara
Tu mila to khuda ka sahara mil gaya
Tu mila yo khuda ka sahara mil gaya
Gam zada
Gam zada
Dil ye tha
Gam zada
Bin tere
Bin tere
Dil ye tha gam zada
TAGS:
Arijit Singh, Mannara, Karanvir Sharma, Shraddha Das, Shakeel Azmi, Sharib, Sharib-Toshi, Vivek Agnihotri, Zid movie song lyrics, hindi song lyrics
Comments
Post a Comment
Thank You for Commenting